New Diwali shayari in hindi

 New Diwali shayari in hindi

Hai deep parw aane wala hmko bhi deep jalana hai
Man ke andar jo basa huaa sara aandhiyar mitana hai

Ham deep jala to lete hai bahar ujiyara kar lete
Man ka mandir suna rahta bas rasam gujara kar lete

Iss bar magar kuchh naya kare
Aantash ka deep jagaana hai

Bahar ka aadhiyar mita phir bhi ye rah aabujhi hai
Jab tak aantmarn deep bujha devatew rah aanbujhi hai

Pyar ke jugun jale, pyar ki ho fuljhadiya
Pyar ke ful khile, pyar ki ho pankhudiya

Pyar ki bansi baje, pyar ki ho shahanaiya
Khushiyo ke deep jale dukh kabhi na le aangaraiya

Jagmag thali sajao , mangal dipo ko jalao ,
Apne gharo aur dilo mai aasha ki kiran jagaoo
Khushiyo aur samridhi se bhara ho apka jivan
Isi kamna ke sath shubh dipawali

Deep jale to raisan apka jahan ho
Pura apka har ek aarman ho
Maa laxmi jee ki kripa bani rahe aap par
Har dam aisa shubh dipwali ka aapka tewhar

Deep hi jyoti ka pratham thirth hai
Kayam rahe iska aarth warna weyrth hai
Aashish ki madhur chhaw ise de dijiye
Prathana shubhkamana hamari le lijiye

Deepak ki raosani patakho ki aawaj
Suraj ki kirane khushiyo ki bichhor
Chandan ki khusbu apno ka pyar
Mubarak ho aap ko diwali ka tewhar

Risto ki duniya mai aaksar aisa hota hai
Dil se inhe nibhane wala hi rota hai
Jhukna pade to jhuk jana apno ke liye
Kyoki har rista ek najuk samjhauta hai

Deep se deep jale to ho deepawali
Udas chehare khile to ho deepawali
Bahar ki safai to ho chuki bahut
Dil se dil mile to ho deepawali

Iss dil se pyar tha kitna
Wo jaan lete to kya baat hoti
Hamne manga tha unhe khuda se
Wo bhi mang lete to kya baat hoti

Ho Mubarak ye tyauhaar aapko diwali ka
Zindagi ka har pal mile apko khushahaalii ka


Post a Comment

0 Comments