Romantic shayari in hindi on love 2019

Romantic shayari in hindi on love 2019


Tumhari need me thoda khalal to padna tha
Hamaare khawaab kisi aur ko bhi aa rahe the


Tumhaari baat lambi hai daleelen hai bahane hain
Hamari baat itni hai hamari zindagi ho tum

Tumhari yaad me jeene ki aarzoo hai abhi
Kuch apna haal sanbhaloo agar ejajat ho

Tumhari mohbbat ke rang audhakar hee main khushnuma hoon
Too to to hai mujh me  main kahan hun

Badi gustaak  hai tumhari yaad usey tameez shikha do
 Dadtak bhi nahin deti aur dil me utar jati hai

Kuchh baat hai tumhare baato mai jo baat yaha tak pahuchi
Hum dil se gaye dil tumpe gaya aur baat kahan tak ja pahuchi

Tumhari yaad saath saath chalti rahe
Tere khayaalo ke rangon ke daairon me rahe

Tumhari aankh ke aansoo hamari aankh se nikle
Tumhe phir bhi sikayaat hai mohabaat hum nahin karte

Ab koi khwaab naya dil me utarta he nahin
Bahot hi sakat pahra hsi tumhari chaht ka

Saal aate rahe saal jate rahe aap phoolo ke tarah muskurate rahe

Kuchh din mazburiya thi kuchh kismat ke mare the
Saath wo bhi chod gaye jo jaan se pyara the

Dil main tumhari apni kami chod jayenge
Aankho mai intezaar ki lakeer chod jayenge

Tumne to Sikh liya jeena zamane ke sath
Hum to kuch bhi na kar sake tujhe chahne ke siva


Kafa hokar humse phir man jaana,
Yahi aada toh hmko bahut bhati hai,
Baaki toh sabkuchh  bhul chuke hai ham,
Magar sagar wo bewafa bahut yaad aati


Tumhari yaad mai jine ki aarzoo hai abhi
Kuch apna haal sambhalo agar ijajat ho

Tumhare siwa koi manzil mera hai he nahin
Mere sabhi raaste tum pr hi tamam hote hain

Bewafa se wafa kar ke gujri hai zindagi
Main baras raha hoon tezz barish ki tarh

Jyada kuch nahi bas tera sath chahiye. .
Jamane ko jalane ke liye bas itna hi kafi hai.

Jyada kuchh nahi bas tera sath chahiye..
Jyada din nahi jitna din jinda hu utna din ke liye..

Badnaam karate hai wo log mujhe jiske nam se!
Kasam khuda ki jee bhar ke kabhee usako
Dekha bhi nahin!

Mana charche hain tumhari khoobsoorti ke
Aajkal
Magar shayari hamari bhi in dino arzo pe hai

Mat feko pani mai pathar use bhi koi pita hai
Mat raho zindagi mai yu udass tumhe pe koi dekh kar jeeta hai

Tapan se nahi tanhai se darate h
apse nahi apke ghar wale se darte hai

Tapan se nahi tanhai se darte hai

Post a Comment

0 Comments